Wednesday 10 August 2016

Computer Me Screenshot kaise liya jata hee?How to take Screenshot in Computer?

Aapne Pehle Phone pe to screenshot to liya hoga per kya aapne kya kavhi socha hee kabhi apne computer pe screenshot lene ka.Waise to world me bahut saari operating systems he,aur jitnee operating systems hee usse too kayee jada features hee,unmee seejo kii bahut saari features aur tricks hidden hee.Unmee see hee ekk feature/trick aaj ham aapko share ker rhee heeYee wakkai bahut majedar legta he,per mee aapko ye bataa duu kee yee jitna aap soch rhee hee usse vee assan hee.

Computer ki dunia mee Screenshot ko kya kehtee hee?Aur yee kyu Jaruri Hotaa hee?

Waisee to computer ki dunia mee "Screenshot" ka dusra naam hee "Print Screen".Aur yee aatyant jaruri hotaa hee kyunki,Bychance ki agar aapko koi jaruri article ko copy kerna hoo aur woo copy nhi ho rha ho to phir aap kya keroge?Iskee liye,aur vee bahut saari cheejo kee liyee vee yee aatyant jaruri hotaa hee.Screenprinting feature see aap matra ekk click pee hee pura screen ka shot lee ker usee SAVE ker sekte hee.

Also Try:
HOW TO IDENTIFY THE SONG PLAYING NEAR TO YOU IN A SINGLE CLICK?

HOW TO SECURE YOUR PHONE FROM BEING HACKED OR FROM VIRUSES?


Too phir aab ham is kii shurwaat kertee hee:

1.Sabse pehle aap apne keboard ke saari buttons check kerlee kee woo thik see kaam ker rhee hee kii nhi.

2.Baas aab aap uss are pee jayee jiss screen ki aapko screenshot yaani screen ko capture kerna hee.

3.Aab aap apne keboard mee dekhe kii wahah "backspace" button kee paas ekk "Print Screen" naam ka ekk button dekhega,baas aab usee control button dabakar dabaye.CTRL+PRINT SCREEN.

4.Aur aab turant "Paint" software khole aur Left corner pee ekk tab/button hogaa "paste" naam see,usse click kere aur aapka shot liya hua photo paste hoo jaye gaa.

Abb baas saab process hoo gya aab aap isse print ker sekte hee,Edit ker sekte,aur ha aap isse save vee ker sekte hee MS-WORD ya POWERPOINT me.Agar aap iss image ko resige kerna chaate ho to phir aap "Photoshot" ka use kere isee aapki photo kaphi behetar edit hogaa.


Last Words:

Aap iss computer kii feature ko bina kisi software kee use ker sekte hee.Aur haa isse paint mee paste kernee see clear result aayega.Aur yee direct ms-word mee paste kernee see pehle Paint mee paste ker lee.Aur aap direct print screen pee vee click ker kee vee shot lee sekte hee.

    Choose :
  • OR
  • To comment
4 comments:
Write comments